Jis rishte ki buniyaad jhoot hai, fareb hai ... usse ret par bane mahal ki tarah dasna hi hoga
Abhe shuttlecock ke chitre
Logon ke pairon mein chakkar hota hai ... mere dimaag mein hai
Shaant, lady Bheem, shaant
Main toh mar jaonga ... tera kya hoga Kaalia?
Haath toh lagake dekhaoo tum mujhe ... mere saare lawyers tumko haath lagayenge sab jagah
Main deserve karta hoon ki nahi yeh main nahi jaanta ... lekin meri family yeh chance zaroor deserve karti hai
Jitna khoon mere haath se baha hai ... utna toh tune maa ka doodh bhi nahi piya hoga
Chashme se leke joote tak saare brand nakli videshi hai ... par saala aadmi desi hoon
Rishvat nariyal jaisa ho gaya hai ... har kaam se pehle dono ka chaddava zaroori hai
Phooti hui taqdeer aur tezz dimag bahut hi khatarnak combination ho sakta hai
Is desh ka sabse bada shraap hai bureaucracy
(Tum yeh jung jeet nahi sakte) - Jeet toh hum tab hi gaye the jab humne ladne ka faisla kiya tha ... baaki toh marna maarna hai ... chalta rahega
Yeh joh aap gareebon ka paisa khaate hai ... usse nikaalte kahan hai
Dene waala jab bhi deta hai ... sab kuch phad deta hai
Jis jhoot se ghar basta hai ... woh ghar, ghar nahi hota
Logon ke yahan Laajvanti, Gunvanti, Bhagvanti aati hai ... mere yahan Kharchvanti aa gayi hai
Zindagi ke kisi bhi modh par, kisi bhi halaat mein ... tum mera saath nibhaogi
Yeh lo khao ... aur apne bachcho ko bhi khilao ... taki woh hari bhari poty karen
Hickory dickory aane dock ... hoon karu chhu walk aane aa saaro kare chhe talk
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory