Insaan aur aatma ki jung mein ... jeet parmatma ki honi chahiye
Music joh hai na woh haatho se nahi ... dil se bajhta hai
Big man, strong man not making country strong ... woman strong, mother strong, sister strong then country strong
Joh bura kaam karte hai ... darr unki nas nas mein hota hai
Asli power dil mein hoti hai!
Pata nahin kis gali kis nukkad kis chaurahe par ... kis goli kis chaku par mera naam likha hai
Shaadi ho gayi hai phir bhi boondiyan loot raha hai saala
Is baar angrezi mein Barack Obama ki maa bhi tumhe fail nahi kar sakti
America mein jao toh American milenge, Germany mein jao toh German milenge, France mein jao toh aapko Frenchmen milenge, England mein jao toh Englishmen milenge ... aur India mein jao toh aapko milenge Marathi, Gujarati, Punjabi, Malayali, Bengali ... Indian kahan hai?
Main bure kaam zaroor karta hoon ... lekin waise nahin ki insaaniyat ko mujhpe sharm aa jaye
Hum gareebon ke paas ek hi chaddar hoti hai ... joh aankh khuli rehne tak oodhi jaati hai ... aankh bandh ho jaane ke baad us hi ka kafan bana diya jaata hai
Life without you is no fun ... because I've turned into an orphan
Dekh ke darr gaya ... ya darr ke dekh raha hai?
Ughta hua suraj aur bhaagta hua tees maar khan ... dono kabhi kisi ke haath nahi aate
Haathon mein tera haath ho aur safar pe tera saath ho ... aankhon mein dalkar aankhen bin kahe hi saari baat ho
Janwaron ko tehzeeb sikha di hum insaano ne ... ab insaano ko insaaniyat sikhane ke din aa gaye hai
Main kuch bhi kar sakta hoon!
Main paison ka aaisa multiplication karoonga ... ki dekhte dekhte aapke chehre pe joh smile hai uska subtraction ho jayega ... aapke dimaag ka division ho jayega ... aur meri zindagi mein aapki beti ka addition ho jayega
Oye faulad ki aulad
Jin sar pe ho Waheguru ji ka haath ... woh banate hai London ko Dhobi Ghat
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory