Har kutte ka din aata hai ... mera bhi aayega
Ladkiyon ko nakhun sirf rang lagane ke liye nahi bhadana chahiye ... koi chhede toh uske chehre ko noch lena chahiye
Meri kundli mein khoon likha hai ... maloom hai na?
Mai marr bhi jaoonga lekin yeh gullu gullu nahi karoonga Mala ke saath
Their father must be a baker because they have perfect buns
Is tarah pyar ka izhaar nahi hota ... joh do kadam saath chale woh yaar nahi hota ... pyar karne waale kaaton pe chalte hai ... joh aa jaye sholay toh sholon mein jalte hai ... kyun tujhe mere pyar par aitbaar nahi hota ... agar dilon mein sacha pyar nahi hota ... toh yeh duniya nahi hoti, yeh sansar nahi hota
Abhe mobile tower bulaya tha ... yeh sim card kahan se aa gaya
Ab yeh slumdog ... millionaire ban gaya!
Har woh aadmi joh galat dekhkar aankhen nahi pherta ... woh Gabbar hai ... joh ghoos dene waale ko ghus-ghuske maare ... woh Gabbar hai ... joh sarkari aadmi aircondition room mein behatkar logon ko tang karte hai, unka pasina chhudvaye ... woh Gabbar hai
Tere hoothon ki muskurahat ki hifazat hum karenge ... tere aankhon se behte huye aasoon ki bagawat hum karenge
Aasmaan se gire aur khajuraho mein atke
Joh baat hamari samajh mein nahi aati hai ... hum usse beizzati samajhte hai
Aadmi apne aap se bhaag sakta hai ... apni kismat se nahi
Everything is fair and love is war
Pressure aa gaya ... pressure aa gaya ... haai pressure aa gaya
Ladne se sirf dushman khatam hota hai ... aur pani pilane se dushmani
Tereko jab gussa aata hai tu chilata hai ... main udata hoon
Sukh baatne se badhta hai ... dukh apnane se, dukh kam hota hai
Bachpan se aaj tak maine kabhi Holi nahi kheli ... magar ab kheloonga khoon ki Holi
Kar jaye aisi ki taisi ... yeh kambakht ishq cheez hai hi aisi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory