Teen cheezon ki wajah se rishtey bante bighadte hai ... aapke dil mein kya hai, aapki kismat mein kya hai aur aapki jeb mein kya hai
Aaj rishto ne mere haath baand diye ... varna kasam se tujhe khoon ke aasoon rulata
Jung ke maidan mein ladne wala har sipahi barabar hota hai
Tera pati hai na harami, tedha hai par tera hai
No problem means you not living ... problem coming, chance for living
Jitni himmat mujh mein goli chalane ki hai ... usse kahi zyada himmat goli khane ki hai
Bachche apni maa se kuch chupa nahi sakte
O saala kuvan ka pani hoth hai na, o phasalon ko ek samaan milat hai ... phir bhi karela kadwa, ganna meetha, aur imli khatta hoth hai ... par dosh pani ka nahi ... beejh ka hoth hai
Dharam ke liye jeeya hoon ... dharam ke liye maroonga
Itni door se aaya hoon ... kuch toh karne do
Tumhare dil ke jail mein umar bhar ke liye qaid ho gaya hoon ... chahkar bhi yahan se riha hone ka koi chance nahi ... aur tumhari zulfon ki zanjeeron mein is tarah jakad gaya hoon ... ki agar chahon bhi toh usse todh nahi sakta
Stall ka pachees, balcony ka pachaas ... ek ticket bacha hai, baki sab khallas
Dil se nikli awaaz dil tak zaroor pahunch jaati hai
Problem aur solution ka faasla sirf ghutne aur zameen tak ka hota hai ... aur ek baar sajda kiya toh problems khatam
Seedhe chalogi ya jump marogi
Saanp apne dushman ki tasveer apni aankhon mein utaar leta hai ... Bond apne dushmanon ka nishaan apne baazu saja leta hai ... apna apna style hai
Kaali billi bhi agar mera rasta kaat jaye toh mujhe kuch nahi hoga ... balki woh mar jayegi
Ghar ghar ki kahani vulgar ki rani ho gayi hai
Kitni baar kaha hai car saaf karte waqt ... bekaar logon se baatein mat kiya kar
Main jab bhi bolta hoon seedhe aur satya hi bolta hoon ... kyun ki mere liye joh sabse sundar hai wohi satya hai ... aur joh satya hai wohi Shiv hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory