Hum kala bechte hai, ladkiyon ki izzat nahi
Mujhe tumhari maut nahi, zindagi chahiye
Be positive yaar
Itna bhajan kirtan teri maa karti hai na ... toh mujhe darr hai ek din bhagwan khud prakat honge aur request karenge ... please yeh chamach dholak bajana band karo ... dev lok mein log soo nahi paa rahe hai
Jab baap bete ke dole shole same ho jaye na ... toh woh dost ban jaate hai
Sachchai aur nyay ki koi jaat ya paat nahi hoti
Main tera Yamraj hoon
Shaadi vagaira na bahut mushkil cheez hoti hai ... vegetarian sherni ke gufa mein rehne jaisi mushkil ... woh tumhe khayegi nahi kyun ki woh vegetarian hai ... lekin darati rehegi dahaadein maar maar ke ... oow, oow
Agar tum dono ne pehle din hi jhoote pati ka patta pehan liya na ... toh sari zindagi bow-bow bhi karte rahoge na ... toh meow-meow hi sunai dena hai
Aurat zindagi mein sab kuch baant sakti hai ... apna mangalsutra nahi
Tofhe rishton ko mazboot karne ke liye diye jaate hai
Bade ghar ka damaad banna, jaise topi ko sar se utaar ke pairo mein pehenna
Truth and justice need no caste, creed or nationality ... let truth and justice prevail
Jis aulaad ke saath maa ka aashirwad aur baap ki dua ho ... woh haathon se nahi laaton se bhi kaam chala sakte hai
Ek lawyer se kabhi madad nahi mangni chahiye ... bad manners
Amir aadmi bada banne ke baad ... black se white ho jata hai
Aashiq se bada sust janwar maine aaj tak zindagi mein nahi dekha
Hum dard bechte hai, khareedte nahi hai
Dabake rakhna theek nahi hai ... na emotion, na motion
Baap ke kandhe ke barabar jab bete ka kandha ho jaata hai ... toh woh baap ki zimmedari aur jawabdari dono ka bhoj uthane ke kabil ho jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory