Doodh agar sookh bhi jaye toh koi marta hai kya ... lekin bade bhai ke khoon ke baad agar chote bhai ka khoon sookh jaye ... toh yeh maut se bhi bhattar hai
Bhagwan se toh kayi baar aapko maang liya hai ... bas ab aapse aapko maangna baaki hai
Daulat se kai zyada ooncha darja us insaan ka hota hai ... jiske usool aur adarsh oonche ho ... aur jinhe banaye rakhne ke khatir woh badi se badi qurbani de sakta hai
Khwab aur hakikat mein jab bhi jung hoti hai ... khwab haar jaata hai
Woh meri zindagi hai, meri aatma hai ... woh meri hai bilkul ussi tarah jis tarah is seene mein dhadakta hua dil mera hai ... is seene mein chalti hui saans meri hai ... in ragon mein daudta hua khoon mera hai
Haai is ada pe kaun na mar jaye khuda ... ke ladte hai aur haath mein talwar bhi nahi
Joh doosro ko tapkane ki himmat rakhte hai ... un mein khud bhi tapakne ka kaleja rehta hai
Adhikar maange se nahi milta ... usse cheenna padta hai
Shaitaan chahe mahal mein rahe yah jhopde mein ... woh shaitaan hi kehlata hai
Jootey bande da identity card haunda hai ... bande de chehre se kam, te udhe jooton se zyada pata chalta hai ki woh kaisa banda hai
Mardon aur husbands ki height kitni bhi ho ... unka ego sau foot ka hai
Tyuadi zarooratein poori hon de vaad bhi, joh bhi tyvanu milta hai ... samajh lena Waheguru ne woh tyvanu kisi aur de vaaste ditta hai
Zindagi gol-gappe jaisi haundi hai ... pet bhale hi bhar jave, mann nahi bharta
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory