Doobte huye suraj ki kiranon mein ... har khoobsurat cheez aur bhi khoobsurat lagne lagti hai
Edison bhai ki roshni hum par padhti rahe
Hamaar pasina hamre tann mein khoon banke daudega
Bade beabroo hoke unke kooche se hum nikle ... humne toh ki wafaa pe wafaa pe wafaa non-stop ... phir bhi woh bewafaa nikle
Earth ki toh lul hi baji hui hai
Tum jaise talented bache hote hai na woh sode mein is bubbles ki tarah hote hai ... ek ke baad ek woh aise hi upar aate hai ... apne aap ... unhe koi nahi rok sakta
Main kisi ke saath mazaak kar sakta hoon ... lekin uski izzat ke saath nahi khel sakta
Tum jaise log dushman hote hain sari insaaniyat ke
Perfection ko improve karna mushkil hota hai
Bachpan mein mujhe sikhaya gaya tha ... kisi airi gairi cheez ki mooh nahi laga karte
Pyar ki keemat aatey daal ke taraazo mein rakhkar nahi toli jaati ... sooli par chadkar aankhi jati hai
Dekhi zamane ki yaari ... bichade sabhi bari bari
Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai ... lab tak aate aate haathon se sagar choot jaata hai
Main woh bala hoon, joh tum sabko kaccha chaba jaon ... aur dhakaar bhi na loon
Is hi doobte hue suraj ne hum mein pehli baar milaya tha ... dekh lena, yahi doobta hua suraj hum mein ek din hamesha ke liye mila dega
Ladki thi jawaan, mamla tha sangeen ... jana tha Japan, pahunch gayi Cheen
Mujhe achchi filmein bilkul pasand nahin
Agar shatranj ki baazi jeetni ho ... toh usse dus dimaag se nahi, ek dimaag se khelna chahiye
Royega toh tu, jab khelenge hum hu tu tu ... aur thukenge tere mooh par thu thu thu
Main duniya ki har musibat ka saamna karne ke liye tayaar hoon ... bas ek tumhara saath chahiye
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory