Kundi khatkaun ya seedha andar aaun
Tiger Shroff
Mujhe bhai nahi, Godfather bolte hai
Akshay Kumar
Behtar yehi hoga ki khud hi surrender kar do ... nahi toh humne pakda na ... toh itne lambe ke liye andar dalenge ki khandan tumhi pe khatam ho jayega
Pankaj Tripathi
Nazar gul toh goti gul
Gulshan Devaiah
Yeh joh babbar sher hota hai na ... ya toh yeh khud mar jaata hai ya maar deta hai ... magar apna ilaaka nahi chhodta
Unknown
Samjhana aise chahiye ... ki samajhne wala samajhne ke liye khada bhi na rahe
Sunny Deol
Apunka kaam, apunka naam ... dono-ich insaaf
Apna aakhri shradh mana le ... kyun ki iske baad tere haath aur hathyar bhi kaam nahi aayenge
Sanjay Dutt
Emergency mein emotion nahi ... mere orders chalte hai
Neil Nitin Mukesh
Mazloomo ka maseeha, dushmano ke liye phanda ... seena hai faulad ka, naam mera Govinda
Mithun Chakraborty
Jis din tu mere hatthe chad gaya ... samajhna us hi din tu sooli par chad gaya
Mukesh Rishi
Yeh na samajhna ki samne koi murdaar khada hai ... kehte hai jisse Chauhan yeh tumhara baap khada hai
Mukesh Khanna
Na main teri tarah kisi ko supari doonga, na hi saboot mittaonga ... balki jis din main tum logon ke naam ke matke phodonga na ... us din is shehar ka bachcha bachcha bolega ... tapka re tapka ... ek aur tapka
Agar tumne ek kadam bhi aur badaya ... toh aaj ke baad tum apne pairon se nahi chal sakoge
Main khata hoon vegetarian aur kaam karta hoon non-vegetarian
Amrish Puri
Tutisha ka record hai ... uske tamachon ke nishaan gaal par se mitt jaate hai ... lekin dimaag par se nahi mittate
Rami Reddy
Hamari saanson ki awaaz sunkar toh maut ke farishtay bhi gabrakar bhaag jaate hai
Rekha
Kisse, kab aur kaise ... is jahan se doosre jahan mein bhejna hai ... is baat ka faisla main karta hoon
Danny Denzongpa
Tune apni zindagi mein bade bade shaitan dekhe honge ... lekin aaj teri mulaqat shaitanon ke shahenshah Shaadilal se ho rahi hai ... jiske paas insaan toh kya, khud shaitan panah maangne aate hai
Shakti Kapoor
Khatron se khelna hamara business hai, hamara karobar hai ... hamare paas maut ki factory hai ... hum maut banate jaate hai aur society mein bechte jaate hai
Kader Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory