Jis din kabaddi kabaddi khelte huye tere paale mein ghusunga ... teri izzat ke saath saath teri pehchaan ko bhi hawa mein uchaal dunga
Joh uniform mein rehta hai, woh hamesha form mein rehta hai ... joh khaaki pehenta hai, wohi mujrimon ko khaak mein milata hai ... aur jiske kandhon pe stars hote hai, wohi asli superstar hota hai
Dil se soldier, dimaag se shaitaan hai hum ... bachke rehna humse Hindustan hai hum
Zindagi mein agar aisa kuch chahiye joh pehle na mila ho ... toh aisa kuch karna padega joh pehle na kiya ho
Kundi khatkaun ya seedha andar aaun
Bachpan mein maa se kahani sunta tha, ek hero ki aur ek villain ki ... tab pata nahi tha meri kahani ka hero bhi main hi rahunga ... aur villain bhi
Zaroorat aur zaroori mein farak hota hai ... Alisha teri zaroorat thi ... aur mere liye zaroori
Apun ko jab darr lagta hai na ... tab apun bahut maarta hai
Izzat kapde utaarne se nahi jaati ... aur na kapdo se aati hai ... izzat tumhari soch mein hoti hai
Har aashiq mein ek villain hai
Jab apno par baat aati hai ... tab apan ki hatt jaati hai
Hero woh hota hai joh apne liye nahi ... apno ke liye ladta hai
Ek din social media par nahi rahoge toh tumhare alava kisi ko ghanta farak padne wala nahi hai ... lekin social responsibilities nahi nibhaoge, toh society ko zaroor farak padega
Tere jaisa bhai duniya mein nahi ... langot mein hi rehna chahiye tha
Kuch logon ko dekh ke lagta hai ki mar kyun gaye hai ... aur kuch logon ko dekh ke lagta hai ki zinda kyun hai
Pyar ki ek khaas baat hai ... woh kabhi chori nahi ho sakta
(Dimmag hila hua hai kya tera?) - Dimaag nahi ... dil
Hamara ego hamare talent se bada hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory