Apni saans wapas lene aaya hoon ... atak ke reh gayi hai tere paas
Abhi thodu tension, pachee tane full attention
Saala maut ka dhanda karte karte zindagi ki keemat bhool gaye hai hum log
Knife pe gira apple, apple pe gire knife ... chinta meri aaise kar rahi hai, jaise meri wife
Hum gunday hai ... ek baar jiske saath jee liye ... marte bhi ussi ke saath hai
I don't like this gun goli ... I only want tan choli
Aaj bhi nangi picture dekh ke dhoti gili karoge ... aaj toh poore bheeg lo
Jab deewaron se zyada doori dilon mein ho jaye ... toh chatt nahi tikti
Chandu ke bhatije ... phatte huye phooge ke natije
Woh veer hi kya jiske samne shrungaar apni palkein na jhuka de ... woh shrungaar hi kya jiske samne veer apni talwar na daal de
Marathaon ke paas dushman jitni daulat ho na ho ... yudh mein bahane ke liye khoon kayi zyada hai
Lagaam dikhti nahi hai par zubaan par honi chahiye ... samajhla
Main nahi badalta apna sapna apne sachai se mel khane ke vaaste ... main apna sachai badlega joh mere sapne se mel khaye
Har yudh ka nateeja talwaron se nahi hota ... talwar se zyada dhaar chalane waale ki soch mein honi chahiye
Salam thok, sar jhuka, tu dhum-daba chal rasta naap le ... kapde silaile khud ke dum pe, nahi liye maine apne baap se
Jitni tu sexy hai ... utni danger hai
Sultan ban'ne ke liye gardan aur iraade dono mazboot hone chahiye
Dushman ki chaati mein talwar pironha aasaan hai ... par rishton ke motiyon mein dhaaga pironha bahut hi mushkil
Tabse gun chala raha hoon ... jabse tu apne maa ke andhar nahi, apne baap ke andhar tha
Dhakhan mein agar koi bahadur hai toh woh Nizam hi Nizam hai ... baaki toh bina guthli ke aam hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory