Maine zindagi bhar sirf jhoot bola hai ... yahi mera sach hai
Main charge bahut karta hoon ... mujhe afford karna aasaan nahi hai
Har insaan do zindagiyon ke saath aata hai ... ek joh usse milti hai aur ek joh woh khud banata hai
Bhagwan ko milne ke liye log mandiron mein jaate hai, apne bag mein uski tasveer rakhte hai, gadi mein photo tangte hai ... lekin apne dil mein usko koi nahi rakhta hai
Joh aadmi risk nahin leta ... uska sab kuch risky ho jaata hai
Sikka dono ka hota hai, heads ka bhi aur tails ka bhi ... par waqt sirf uska aata hai joh palatkar upar aata hai
Woh pyar joh hum apne aap se nahi, balki aurron se karte hai ... jab hum sirf apne liye hi nahi, aurron ke liye bhi jeete hai ... woh raaz hai, jiska naam zindagi hai
Main apni raftaar se aage badna chahta hoon
Achchai burai, sahi galat, ek hi sikke ke do pehlu hi toh hai ... na jaane kaun sa pehlu tumhari kismat ban jaaye ... kisko pata
Bachche bhi tumse zyada kapde pehente hai
Main bura hoon aur bura rehna chahta hoon ... it's good to be bad
Himmat marne ke liye nahi, jeene ke liye chahiye
Dosti pani hai aur paisa tel ... dono ko kabhi mix nahi karte
Ek daayan ki saari shakti uski chhoti mein bandh hoti hai ... aur ek pechaaz ki saari shakti uski gardan mein bandh hoti hai
Apni line khud banani chahiye ... airport ki ho yah haath ki
Bachana woh seekhta hai joh zyada kamana nahi jaanta
Zindagi ek bhel puri ki tarah hai ... jis mein kuch meethi cheezein hoti hai, meri tarah ... aur kuch teekhi cheezein hoti hai, tumhari tarah
Hum sab mein achchai bhi hai, hum sab mein burai bhi ... lekin joh apni burai ko dekhne ki himmat rakhe na ... wohi insaan hai
Kuch banne ke liye sapne dekhna zaroori hota hai
Ladki patao PR pao
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory