Pasand aaya toh dil mein ... nahi toh dimaag mein bhi nahi
Power pehda karen hum log ... aur button dede un logo ke haath mein?
Main har kaam paise ke liye nahi karta
Jaan pyari hai toh uska khayal tak apne dil se nikaal do ... varna jal jaoge ... kyun ki hum diljale hain
Yeh aankhen, yeh chehra, yeh noor ... insaan ho ya pari ho tum
Oye paaji kadhi has bhi liya karo
Waqt bhi kahan badalta hai ... sirf guzarta hai
Jisme hai dum ... to fakht Bajirao Singham
Insaan apni family ke bina jee nahi sakta ... unke liye kuch bhi kar sakta hai ... phir duniya usse matlabi kahe ya khudgarz
Aadmi halaat bighadane ke liye burre kaam nahi karta ... halaat sudhaarne ke liye karta hai
Suttebaazi na kare toh na kabhi bimaar ho ... ek toh paisa bache doosra badan tayaar ho
Jiski nazar game se hati ... samjho woh game se hat gaya
Isse zindagi se zyada apni jeet pyari hai
Gareeb ke paas sirf do hi cheezein hoti hai ... sar par izzat ki pagdi aur pairon mein mehnat ki chappal ... aur jab sar ki pagdi uchalti hai toh pairon ki chappal haath mein aa jaati hai
Shikaar ki khoj mein ... sher bedh bakriyo ki fauj hi dhoondta hai
Aap namak ka haq ada karo ... main mitti ka haq ada karta hoon
Ab dekhna yeh hai ki aankh milake baat karta hai ... ya peet peeche vaar
Bhichad ke tujhse ab mujhe marna hai ... yeh tajurba issi zindagi mein karna hai
Aaj ke baad tu sirf wohi bolega ... joh main sunna chahta hoon
Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai ... yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory