Aap sirf woh dekhte hai joh aapko dikhaya jaata hai ... aur main woh dekhta hoon joh dikhaya nahi jaata
Lohe se jab sheesha takrata hai toh ... uske itne tukde ho jaate hain ki ghinna mushkil ho jata hai
Ghulam ki toh na marzi hai apni, na angootha
Videshi mooh se desi zubaan sunkar aisa lagta hai ... jaise kaanch ke glass mein kankar daalkar khakda diya ho kisi ne
Budhapa bahut buri cheez hoti hai ... aur usse bhi bura hota hai budhape mein akelapan
Aaj ke baad ek saal tak roz tujhe tapli marenge ... aur tu inch-inch chota hota jayega
Yeh ek aam aadmi ka khoon hai ... yeh jab behta hai, toh achche achchon ki kundli palat deta hai
Tu ek aaisa shaitaan hai jisse upar waale ne galati se insaan ki shakal mein neeche bhej diya ho
Hasna hasana agar apni limit cross kar de ... toh sari zindagi ek mazaak ban jaati hai
Kuch cheezein purani hoke aur bhi khoobsurat ho jaati hai ... jaise ke gulaab, sharaab aur aap
Kahi baar ... do achche log milkar ek achchi life nahi bana sakte
Tere samne joh khada hai woh Mahatma Gandhi ka aadhar zaroor karta hai ... lekin poojta Chhatrapati Shivaji Maharaj ko hai
(Pehle kabhi dikhe nahi?) - Dikhe hote toh tu nahi dikhta
Yeh khoon gaur se dekh ... yeh khoon nahi tezaab hai tezaab ... zameen pe gira iska ek ek katra, ek jwalamukhi ko janam deta hai
Shabdon ki talwar rishton ki woh dor kaat degi ... jise hum dono bandhe hai
Agar tumhari strength team ke liye strength nahi hai ... toh woh kisi bhi kaam ki nahi
Hawa ki tarah hoti hai yeh problems ... kitni hi khidkiyan bandh karlo, andhar aa hi jaati hai
Aapke chabuk ne mujhe itne zakhm nahi diye ... jitna ki badnaami ke uss daag ne
Ek duniya ka sabse chota number bhi hai ... aur sabse bada bhi
Talent kya kar dikhayega yeh taiy karta hai focus
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory