Rahul, naam toh suna hoga?
Kismat bahut hi sahi cheez hai ... agar iraadon mein dum ho toh saali palat hi jaati hai
Ek kal hamare peeche hai, ek kal hamare baad ... aaj, aaj ki baat karo, aaj hamare saath
Mujhe logo ka khoon karne ka koi shaunk nahin ... wohi mujhe majboor kar dete hain
Pehle fan star ke peeche bhaagta tha ... ab star fan ke peeche bhaagega
Jitni khushi aapko hamare yahan aane se ho rahi hai ... usse kahin zyada dukh hamare jane pe hoga
Nadi, nadi nahin jismein pani na ho ... hawa, hawa nahi jismein ravani na ho ... woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho
Albert Einstein ne kaha tha ... pagal woh hota hai joh roz roz same kaam karta hai ... magar chahta hai ki nateeja alag ho
Mere desh ki har maa ... aap jaisi zaroor hai
Pyar toh bahut log karte hai ... lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta kyun ki kisi ke paas tum joh nahi ho
Don ke dushman ... Don ke haathon marne ke liye hi paida hote hai
"Sir" ... Sir bahut sharif sa lagta hai ... call me Don
Joh taar se nikli hai, woh dhun sabne suni hai ... joh saans pe ghuzri hai, woh kis dil ko pata hai
Koi dua mat maangna ... sirf pyar karna mujhe
Maafi maange se koi chota bada nahi hota ... aur joh maaf kar deta hai uska dil bahut bada hota hai
Zindagi mein jab koi pattern banta ya koi aadat banti dikhai de na ... toh uske baare mein achchi tarah se sochna chahiye ... genius is about knowing when to stop
Koi bhi ullu ka patha sirf ek angoothi pehanakar tumko mujhse nahi cheen sakta ... tum meri ho, sirf meri
Sattar minute, sattar minute hai tumhare paas ... shayad tumhari zindagi ke sabse khaas sattar minute ... aaj tum achcha khelo ya bura, yeh sattar minute tumhe zindagi bhar yaad rahenge ... toh kaise khelna hai aaj main tumhe nahi bataonga ... bas itna kahoonga ke jao aur yeh sattar minute jee bharkar khel lo ... kyun ki iske baad aane waali zindagi mein, chahe kuch sahi ho ya na ho, chahe kuch rahe ya na rahe, tum haaro ya jeeto ... lekin yeh sattar minute tumse koi nahi cheen sakta, koi nahi ... toh maine socha ki is match mein kaise khelna hai aaj main tumhe nahi bataonga, balki tum mujhe bataoge khel kar ... kyun ki main jaanta hoon ki agar yeh sattar minute is team ka har player apni zindagi ki sabse badiya hockey khel gaya ... toh yeh sattar minute khuda bhi tumse vapas nahi maang sakta ... toh jao, jao aur apne aap se, is zindagi se, apne khuda se aur har us insaan se jisne tumhe tum par bharosa nahi kiya apne sattar minute cheen lo
Agar main uthata toh tum jaag jaati ... agar tum jaag jaati toh chali jaati ... aur agar chali jaati toh main itna kareeb se tumhe kab dekhta
Connection bhi na kamaal ki cheez hai ... bas ho gaya toh ho gaya ... Wi-Fi, bluetooth se bhi zyada strong hai apna connection
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory