Sachai aur imaandari ki buniyaad par jhoot aur fareb ka mahal bahut dino tak nahi tik sakta ... woh gir jaata hai
Ek gareeb ki sabse badi daulat uski izzat hai ... aur woh izzat dekar bhi apna pyar, apne sapne kabhi nahi khareed sakta
Inspector sahab aapne ab tak jail ki zanjeeron aur salakhon ka loha dekha hai ... magar Shalu ki himmat ka faulad nahi dekha ... pehna di jiye sar se paon tak loha, kheench di jiye zameen se aasman tak lohe ki deewar ... magar Shalu har deewar ko todh degi
Kehte hai patni ke liye pati parmeshwar hote hai ... mere liye toh lagta hai parmeshwar hi pati banne aa gaye
Hamare yahan shaadi ka bandhan sirf pati patni ke beech nahi hota ... poore parivar ke saath hota hai
Shaadi tann ke bandhan se pehle mann ka bandhan hota hai
Is paar nahi toh phir, us paar milenge hum ... sau baar bichadke bhi, ek baar milenge hum
Tumhe mere pyar par gussa aa raha hai ... magar mujhe tumhare gusse par pyar aa raha hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory