Khilte hue phoolon ko dekh ke ... insaan khud poori tarah khil jaata hai
Banne chale the hum Shikari Shambu ... ab ghusenge bade bade bambu
Jab woh choti thi toh gaud mein behatkar lollypop khati thi ... ab jab gaud mein behatti hai toh meri lolly, pop ho jaati hai
Khushi kisi manzil ko haasil karne mein nahi ... safar mein hi khushi hai
Agar maine mutthi bandh kar li na ... toh todh ke rakh doonga
Yeh duniya ka pehla bistar hai ... jahan saath soti meri biwi ki sister hai
I'm ready to die in love, I'm ready to kill in love ... but I'm not ready to be a fool in love
Dukh hamesha sukh ke bhes mein hi aata hai
Tumhara pyar night long hai ... aur mera pyar life long hai
Hum dono ke paas upar waale ka diya hua neeche waala talent hai ... usse waste nahi karna chahiye
Madh island ka beach ... beach par bungla ... aur bunglay mein Vimla aur Mangla
Woh maut bhi kitni haseen hogi ... apne janaze ke paas dus barah kudiyan namkeen hogi
Coffee bhi baimaan cheez hai ... woh dekhti hai usse peene waala kaun hai ... us hisaab se banti hai
Bachpan se leke aaj tak hum dono ne joh kuch bhi kiya, saath mein kiya ... jeeye bhi toh saath, peeye bhi toh saath ... jhula jhulaya bhi toh saath ... pauda hilaya bhi toh saath
Khoobsurati ki tareef na ho ... toh khoobsurati ki tauheen kehlati hai
Agar koi sachche dil se kuch chahe ... toh namumkin bhi mumkin ho jaata hai
Ek thi Rajesh Khanna ki "Haathi Mere Saathi" ... aur ek meri hai haath hi mere saathi
You've not only given me a life ... but also become my reason to live
Kabhi Santoshi maa ka vrat, toh kabhi Ambe maa ka, kabhi Durga maa ka, toh kabhi padosi ki maa ka ... kabhi solha somwar, toh kabhi Ganesh ka mangalwar
Cheenkar pyaas bujhane mein woh maza nahi ... joh paakar pyaas bujhane mein hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory