Mohabbat ussi ka naam hai joh insaan ko qurbaaniya sikhati hai
Kismat aadmi ko dokha de sakti hai ... lekin bhagwan aadmi ko dokha nahi deta
Duniya ki har jagah mohabbat ki nigahon mein pyari hoti hai
Aulad ki taqdeer maa ke aasoonyon se hi chamakti hai
Aadmi jab tak zindagi mein kuch ho na jaye ... uske apne bhi paraye ho jaate hai
Chota kaam kare toh mochi aur bada kare toh Bata ... chota kaam kare toh julaha aur bada kare toh khambata
Kab tak bolo chupi rahogi oh meri Asha ... maine padh li aaj tumhare naino ki basha
Gareeb ameer ka farak sirf haisiyat se hi nahi ... dil se bhi hota hai
Main tum bin adhoora, jaise namak bin daal ... daal bin bhat, bhat bin Bengal
Mohabbat ki ek manzil nahi hoti
Peet ka bhai kaam nahi aata ... pet ka bachcha kaam nahi aata ... aakhir pallu ka paisa hi kaam aata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory