Woh nahi mere paas magar usse mohabbat hai toh hai ... yeh agar rasm-o-riwazon se bagavat hai toh hai
Sara Loren
Kitna pyar hai tumse yeh jaan lo ... tum hi zindagi ho meri is baat ko maan lo ... tumhe dene ko mere paas kuch bhi nahi ... bas ek jaan hai, jab jee chahe maang lo
Ladaai mein koi jeet'ta nahi hai ... jeet bhale hi kisi ek ki ho ... lekin haarte dono hai
Unknown
Farishtey hi honge jinka hua ishq muqammal ... insaano ko toh humne sirf barbaad hote dekha hai
Adhyayan Suman
Subah hui aage jeevan hai, peeche maut ki parchai hai ... tezz dopheri yovan tapta maut kadamo par aayi hai ... saanj, safar aur umar ke dhalaan par anth ko samne paaya hai ... raat ki kaali syahi bikhri aakhri neend ne bulaya hai
Khwaab dil dekhta hai ... pura dimaag karta hai
Jaisa situation tune pehda kiya hai na ... uske liye do hich jagah hai ... hospital ya police station
Pyar ke rishtey se zyada galat dard ka rishta hota hai
Meri dastaan-e-hasrat woh suna sunake roye ... mujhe aazmane wale mujhe aazmake roye ... main bewatan musafir, mera naam bebasi hai ... mera kaun is jahaan mein joh gale lagakar roye
Aapki aankhon mein sapne hai aur meri sapno pe aankhen
Khud ki beauty se anjaan beauty ... sabse khoobsurat hoti hai
Sambhal jane se zyada haseen ladkhadana hota hai ... basharte koi sambhalne wala ho
Success ki seediyan hoti hai ... lift nahi
Kab kaha maine ke woh mera ho jaye aur main uski ... gair na ho jaye, itni si hasrat hai toh hai
Jahan chai, wahan rai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory